Friday, 4 April 2014

Yaad to bhut aayege magar...!!!




Khoobsurat the lamhe vo, Jo beeti si ab baat ho gayi


Or us se b jyada haseen hai us waqt ki yaade... Jo kahi dhundhla gayi !!!


Sambhal kar rakhna inhe, kyuki ham yaad to bhut aayege, magar laut na payenge...


Dil ke hasrat toh kaaye adhuri rah gayi, Dil ki baate dil mein rah gayi...


Ye Waqt kahan kabhi thamta hai, Samay ke Sath sab badalta hai.


Raaton mein Bahut yaad aaoge...Har Chai ki chuski pe rulaaoge... 


Haale dil padhlete the aankon se kabhi, Ab door ho tum pass haam bhi Nahi...


 Yaadon ko Sambhal kar rakhna inhi, Kyuki ham yaad to bhut aayege magar laut na payenge...!!!



ILP 2014


 

Idhar Bhi Udhar Bhi

Manzile

Manzile idhar bhi hai udhar bhi... Rastee idhar bhi hai udhar bhi...
Kwaabo mein base tum hi ho idhar bhi or udhar bhi....
Kyu Kaha Nahi Jo dil ka ye alam tha..

Dil mein kuch baat idhar bhi hai udhar bhi....

Karwate badal rahe hai ham Milne ki aas hai idhar bhi or udhar bhi.....

Ramification !!! :/